Wednesday 12 September 2012

Latest Love Shayari

Latest Love Shayari


Ek kabutar ko safed gulab se pyar ho gaya
aur usane gulab ko parpos kiya tab gulab ne jawab diya
jis din main lal ho jaungi us din main tumase pyar karungi
Jawab sunkar kabutar ne gulab ke paas lage kanto par lotane laga
Aur kabuttar ke khun se safed gulab lal ho gaya
Aur yah dekhkar gulab ne hi usse kaha ki main bhi ma  pyar karti hoon
Tab tak kabutar mar jata hain

No comments:

Post a Comment

Thanks for Comment