![]() |
Bakwash Jokes |
Ek Airplane Me Bahut se yatry baithe the
Jisme teen yatry mukhay the
Japan,Chaina, India
Japan wale ne apna pen ka bag niche feka
Chini ne Japan Wale se pucha :-ye kya kiya Japan wale ne kaha mere desh me pen ki kami nahi hain
Chaina wale ne socha aur fir Ghadi ki bag niche fek di to
India wale ne pucha :- ye kya kiya Chin wale ne kaha mere desh me ghadi ki kami nahi hain
To India wale ko gussa aaya Aur us dono ko niche fek diya
No comments:
Post a Comment
Thanks for Comment