Showing posts with label Bakwash Shayari. Show all posts
Showing posts with label Bakwash Shayari. Show all posts

Tuesday, 5 November 2013

Mulakat Maut ki

Mulakat Maut ki mehman ho gai hai
Nazar ki duniya viran ho gai
Ab meri saanse bhi neri na rahi
Ye Zindagi bhi Unaki Mohabbat par
Kurban ho gai hai

Sunday, 4 November 2012

Kya aap Mobile rakhte hai,

Kya aap Mobile rakhte hai,
phir bhi call karne se darte hai
Bus miss call marte rahte hai
Aap sms kyo nahi karte hai
Aap karenge to ham bhi karenge ..Haa Haa

Saturday, 3 November 2012

Yaado Bhari Shayari


 Har pal tumhari yaad sataye to kya kare
Hamare dil se tumhari yaad jaye na to kya kare ham
Log kahte hain Aati ho khwabo me tum
Par hame neend na aayeto kya kare

Wednesday, 17 October 2012

Ye Kya Kiya Japan Wale Ne

Bakwash Jokes
Bakwash Jokes

Ek Airplane Me Bahut se yatry baithe the
Jisme teen  yatry  mukhay the
Japan,Chaina, India
Japan wale ne apna pen ka bag niche feka
 Chini ne Japan Wale se pucha :-ye kya kiya  Japan wale ne kaha mere desh me pen ki kami nahi hain
Chaina wale ne socha aur fir Ghadi ki bag niche fek di to
India wale ne pucha :- ye kya kiya Chin wale ne kaha mere desh me ghadi ki kami nahi hain
To India wale ko gussa aaya Aur us dono ko niche fek diya