Wo fulo wala takiya mod kar sona
Parowo ki rajai odh kar sona Rat ko-
khawabo me ham bhi aayenge
isliye thodi si jagah chod kar sona
Monday, 26 August 2013
Unki aankhon ki kashsh
Unki aankhon ki kashsh arman ban gai
Majburiya hamare isk me iljaam ban gai
Wo aaye kuch pal ke kile hamari jindagi me
Fir unki yaade hi hamari jaan ban gai
Majburiya hamare isk me iljaam ban gai
Wo aaye kuch pal ke kile hamari jindagi me
Fir unki yaade hi hamari jaan ban gai
Dard ka dastan
Dard ka dastan abhi baki hai
Dil kare to fir bewfai karne aa jana
kyoki abhi dil hi tuta hai jaan abhi baki ha
Dil kare to fir bewfai karne aa jana
kyoki abhi dil hi tuta hai jaan abhi baki ha
Subscribe to:
Posts (Atom)